Subah subah pehle uth kar Karan Sital didi ko dekhta hai jo abhi bhi so rhi thi. Unke hontho par pyari si smile dekh kar Karan bhi muskura deta hai.
Fir wo unke hontho par kiss karne lag gya. Kiss karne ke baad Karan fresh hone chala gya. Fresh hone ke baad wo gym me chala gya.
Gym se aa kar wo fresh hua aur tyar ho kar dinning table par aa jata hai. Jahan sabhi ghar ke member pehle se bethe hote hai.
Karan – Maa papa abhi tak
Mummy – Chalo sab apna apna khana shuru karo.
Karan – Mummy papa abhi tak nhi aaye kya ?
Mummy – Nhi beta wo kal shaam tak aa jayegen. Kuch important meeting hai Goa me toh whin gye hai.
Fir sabhi log breakfast karne lag jate hai. Jab Karan ka dhyan apni Ritu bua par jata hai. Toh wo Karan ko dekh kar sharma jatai hai. Yahi haal Sital didi ka bhi tha.
Bua ka toh samjh aata hai ki wo pehli baar chudi hai isliye par Sital didi ka kuch samjh nhi aa rha tha. Break fast karne ke baad sab apne apne room me chale jate hai.
Karan bhi apni bike ki key aur bag lene apne room me chala jata hai. Sital didi Karan ko bahon me piche se pakad kar kehti hai.
Sital didi – Thanks Karan.
Karan – Kiss ke liye didi thanks ?
Sital didi – Gift ke liye.
Karan – Gift kesa gift ?
Sital didi – Brithday gift ke liye jo kal raat tune mujhe diya.
Karan – Kya aaj aapka birthday hai ?
Sital didi – Haan aaj meri brithday hai.
Karan – Sital didi ko bahon me utha kar joor se Happy birth day did bolta hai.
Par Karan ka room soundprood tha isliye awaj bahar nhi jati.
Sital didi – Dhire bol udass mann se kisi ne mujhe abhi tak wish tak nhi kiya. Kisi ko pure ghar me meri parwah nhi hai. Kisi ko bhi mera brithday yaad hi nhi hai. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.
Karan – Are aap udaas kyo ho rhi ho. Main hun naa shaam ka dinner ke liye main aap ko le jaunga.
Sital didi – Kya sach me ?
Karan – Haan sach me.
Sital didi – Pakka naa.
Karan – Pakke wala pakka par abhi mujhe college jane do shaam ko ready rehna bas.
Sital didi – Thank you so mcuh mere shonu. Main wait karungi.
Karan bye keh kar whan se nikal jata hai. Abhi Karan ghar se kuch hi door hota hai ki tabhi Karan Neha didi ko call karta hai.
Neha didi – Kon ?
Karan – Main Karan.
Neha didi – Kya hua Karan call kyo ki ?
Karan – Are didi aap sab Sitall didi ka birthday bhul gyi kya ?
Neha didi – Kya aaj didi ka birthday hai. Sorry main bhul gyi abhi ja kar wish karti hoon.
Karan – Nhi sab ko bta do fir sabhi ek sath jayegen dinner ke liye. Maine bahot mushkil manaya hai unhe. Aap baki sab ko manayo. Abhi main phone rkhta hoon baad me baat karunga. Maine abhi college bhi jana hai.
Karan ke phone cut hone ke baad hi Neha ghar ke sab member ko Sital ke birthday ke bare bata deti hai. Sab ke sab member Karan ke room me chup chap jate hai. Jhan par Sital didi Karan ke room pillow par sir rkh kar ulati leati hui ro rhi thi.
Mummy uske pass ja kar uske sir par hath pherti hai. Sital uth kar dekhti hai toh sare ghar wale uske charo aur khade hote hai. Isse pehle wo kuch samjhti hai tabhi sab jor jor se happy birthday bolne lag jate hai.
Sital khushi ke mare pagal si ho jati hai. Uski ankho se khushi ke ansu nikal aate hai. Fir wo apni maa ke gale lag kar rone lag jati hai. Sab use apne gale se laga lete hai
Sital didi – Main kisi se bhi baat nhi karungi.
Sbhi ek sath bole – Sorry Sital beta hume maaf kar do hum sabn sach me apni galati mante hai. Sabhi ek sath niche beth kar bolo kya saja deni hai tune hum sab ko.
Sital Didi chhote bacho ki tarah khush ho jati hai aur fir boli – Shaam sab ek sath dinner kargen aur fir movie.
Sab bole – Thik hai jesa tum kehogi wesa hi hoga.
Sital Didi – Ab uth bhi jao.
Sital didi ke kehne par sab uth jate hai. Udhar Karan bhi college ja rha hota hai, tabhi uske piche se Aarif apni bike par aa kar uske sath ho jata hai. Aarif ke piche Simran bethi hoti hai. Aarif Karan ko dekh kar bola.
Aarif – Good morning bhai.
Karan – Good morning bro.
Simran – Good morning Karan.
Karan ne Simran ko ignore kar diya aur sidha Aarif se bola.
Karan – Bhai pichle 2 din college me kya kya hua.
Aarif – Jyada kuch khass nhi par freshars party hone wali hai 7 din baad. Haan tumhe principal sirf yaad kar rhe the. Mujhe keh rhe the ki Karan jab aaye toh mujhse milne ke liye use keh dena bs.
Karan – Aesa kyo kha usne kujha pata hai.
Aarif – Yaar mujhe nhi pata is bare me.
Karan – Ab toh mil kar hi pata karunga.
Simran – Karan main tumse kuch kehna chahti hoon.
Karan ne fir se use ignore kar diya.
Simran – Sorry yaar mujhse bahot badi galti ho gyi hai. Pata nhi maine tumhe kya kya bol diya hai bina soche samjhe.
Karan fir kuch nhi bolta.
Aarif – Jane de bs ab samjh gya Karan wo itna bhi bhola nhi hai. Kyon bhai maaf kar de meri jaan ko.
Karan ne jese hi Aarif ke muh se jaan suna toh wo shock ho jata hai.
Karan – Jaan kya matalb hai iska.
Aarif – Ye hi ki ye meri girl friend aur main iska boy friend.
Karan – Kya ye kab hua.
Aarif – Pata hai tum do din college nhi aaye the tabhi.
Karan – Ohh hoo toh mujhe ab aunty se baat karni hogi. Well kal sunday hai aur mujhe kal unse milna bhi hai. Toh whin main sab kuch bata dunga.
Aarif – Tujhe nhi lagta tu bahot jaldi baji kar rha hai.
Karan – Iska matlab khin ye bhi aur ki tarah toh nhi hai.
Simran – Karan auro se kya matlab hai tumhara. Aarif kya matlab hai ki main auro ki tarah ?
Aarif – Are kuch nhi hai.
Simran – Pakka naa kuch nhi hai.
Aarif – Pakka meri jaan pakka.
Ye kehte hi Aarif Simran ko kiss karne lag jata hai.
Karan – O hero ye road hai dekh kar chal.
Aarif – Tujhe kya pata bhai isme kitna maja aata hai. Wese tune toh abhi tak kisi ko kiss tak nhi kiya hoga. Fir tujhe kya pata hoga ki isme kitna maja aata hai.
Karan – Jese tu public place me kar rha hai. Mujhe aise karna pasand bhi hai. Ye India hai whan ke logo ka tujhe ache se pata hai. Ek chhoti si galati aapke pure khandaan ki ijat duba kar rkh skati hai.
Aarif – Bhai tu kisi party me khada ho ja naa. Kasam se bahot acha bhashan deta hai tu.
Karan – Tujhe pata hai na bhai. India ka Neta, police aur Kutta ye teno sage bhai hai. Tu mujhe Neta keh rha hai means tu mujhe gali de rha hai.
Aarif – O mere baap bas kar mujhe maaf kar.
Itne me Nisha bhi unhe college ke chownk par mil jati hai.
Nisha – Good morning friends.
Nisha ko sab reply dete hai par Karan kuch nhi bolta.
Nisha – Good morning Karan ji.
Karan bahot hi dhire se bolta hai – Good morning.
Nisha – Kya haal Karan aap kuch tension me lag rhe ho.
Karan – Are nhi kuch nhi hai.
Nisha – Toh aap chup chap se kyo ho.
Karan – Maine tumhe party me sab kuch bta chuka hoon.
Fir Nisha ko yaad aata hai ki Karan kyo usse aisa behave kar rha hai. Karan abhi bhi Simran se naraj hai. Usne meri vajah se Simran se ladai ki thi. Isliye mujhse wo jyada kuch nhi bol rha hai.
Nisha – Kya aap abhi bhi naraj ho, please ab Simran ko maaf kar do.
Karan abhi kuch nhi bolta. Fir wo class ki taraf jane lagte hai kyoki class ka time ho rha tha. Jab Karan apni bike parking me laga kar vapis aa rha tha tabhi use Anita madam samne se aati dikh gyi. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.
Karan – Good morning madam.
Anita Madam – Good morning Karan kese ho tum ?
Karan – Main toh thik hoon par aap bahot busy lag rhe ho mujhe.
Anita madam – Haan kyoki freshers party ki puri jammedari meri aur ek ladke ki hai. Par wo 2 din se nhi aaya hai.
Karan – Oh hoo wese aap khan par ja rhi ho ?
Anita madam – Principal office kuch kaam se bulya hai, unhone mujhe.
Karan – Toh chaliye mujhe bhi sir ne bulaya hai.
Anita madam – Ohh application grant karwani hai jo tum 2 din ke liye suspend hue the.
Karan – Haan shayad isliye bulaya hai mujhe.
Kuch hi der me wo dono baat karte hue principal ke office me pouch gye.
Karan – May i come in sir.
Principle sir – Are Karan beta tum aayo aayo andar aayo beta. Tujhe main dhund rha tha.
Karan – Sir ye lijiye application.
Principle sir – Iski koi jarurt nhi thi bete. Main toh koi aur kaam se bulaya tha.
Karan – Kiss kaam se sir boliye.
Principle sir – Are bethe batho toh shi. Madam aapke jo form diya tha jisme names aur details fills up karne ke liye kya wo ho gya.
Anita madam – Haan ji sir ho gya.
Principle sir – Very good madam, toh Karan tumhe malum hi hoga ki next Thursday ko freshars aur reunion party hai jo pichle batch ke the.
Karan – Haan sir abhi abhi pata chala hai.
Principle sir – Mujhe tera naam recommend kiya gya hai freshers party aur reunion party ko manage karne ke liye.
Karan – Par sir mera naam kisne recommend kiya hai aap ko.
Principle sir – Jo tumhare bagal me bethi hai miss Anita madam.
Karan madam ko dekhta hai toh wo smile kar deti hai.
Karan – Sir fir mujhe kya karna hoga.
Principle sir – Abhi kuch der me auditrorium hall me tujhe sab students ko smbodhit kar invite karoge baki manage kar tum dono ka kaam hai.
Anita madam – Sir pichle 2 saal se main ye kaam kar rhi hoon. Mana ki is baar main pehli baar koi ladka le rhi hoon. Par sir sab kuch bahot ache se hoga.
Principle sir – Thik hai ab aap dono auditiorium me jaiye whan sab baithe hai.
Karan – Aap nhi jaiyegen sir.
Principle sir – Nhi kyoki whan tere mama already hai.
Fir Karan madam ke sath auditrorium hall me poucnh jata ha, whan wo Aarif ke pass ja kar beth jata hai. Mike par ek ladki thi jo 3rd year ki thi.
Ladki – So guys jiska interjar tha wo ab khatam ho gya hai. Ab har saal ki tarah is baar bhi Anita madam sab kuch manage kar rhi hai, ab wo aa gyi hai.
Ladki – Aap logo ko pata hai ki har saal senior hi freshers ko party dete the is saal kuch naya hai. Freshers aur pichele batch ka reunion sath me hai. Jisko age Anita madam samjhangi. Anita madam please come on stage please.
Pure hall me taliya bajani shuru ho jati hai. Akhir Anita madam stage par aa jati hai.
Anita madam – Good morning students, wese toh aap logo ko batane ki koi jarurt nhi hai ki aapko kya karna hai. Bs aap log sabhi ek dusre ki help karen. Wese is saal meri help karega wo bhi ek freshers student hi hai. Uska naam hai Karan Thakur, Please Karan come on stage.
Sabhi Karan ko dekhne lagte hai. Karan stage par ja kar sab ko Good eveing kehta hai. Mama Karan ko gale se laga lete hai. Fir Anita madam boli – Students ab Karan aap sab se kuch kehega.
Karan – Good morning friends, aap log jante hai ki reunion kya hota hai. Hum sabhi abhi koi 2nd year toh koi 3rd year me hai. Toh koi final year me. But ek na ek din toh sabko yahan se jana hi hai. But hum dekhte hai ki kisi ko bhi iska koi matlab nhi. Bhai aap un logo se pucho jo college se nikal chuke hai.
Kitni yaad aati hogi unhe apne college life ki. Tabhi toh un yado ko ek baar fir se taja karne ke liye reunion rkhte hai. But reunion hone se pehle toh hum yhin hai.
Pehle hum sab ke union toh ban jayen. Aaj hum dekhte hai ek senior hokar. Ek dusre ki help karen na ki ranging. Aur haan aap sab invite ho reunion party aur freshers party me.
Ye party 2 groups me hogi, ek group me only reunion wale jo batch chod chuke hai. Dusre group me hum sab. So guys please help your younger.`
Sabhi jordar talliya bajane lagte hai. Fir sabhi apni apni class me chale jate hai.
To be continued..
Ek reader jo shayad is kahani ko bahot achhe se follow kar rahe hai, aur jinka naam hai Girik Maheshwari (Mujhe achha lagta hai ki aap kahani par apna feedback dete aur umid hai aage bhi aise hi dete rahege, Aap humesha ek bade episode ki dimand/request karte hai..
To main yehi kehna chahunga ki meri yehi koshish rehti ki kahani badi likhu, par usse jada kahani behtar likhu taaki apko padhne me maja aaye aur jitna samye mujhe mil pata hai main usi hisab se likh deta hoon, umid hai aap meri baat samjhege aur kahani ko yu hi padhte rahege aur apna feedback dete rahege)
Dosto, aap sabhi se nivedan hai ki apka feedback mere liye bahot jaruri hai, agar aap is kahani ko aise hi padhte rehna chahte hai, to please kahani ko like karo aur apne comment niche comment section me jarur likho, dhanyawaad!