Ab Karan office pahonch kar apni car se utarta hai aur jab wo car se bahar aata hai toh bas toh sab use dekhte hi reh jate hai.
Papa- Are wah beta, you are looking so handsome today.
Karan- Paapa wese aap bhi kuch kam nhi lag rhe ho.
Papa – Acha par han ab toh tum mere office aa hi gye ho.
Karan – Oh ho papa mujhe toh aana hi tha aur aata bhi kyo na aakhirkar maine apne papa ko phone jo kiya tha.
Papa – Acha ji toh ye baat hai.
Karan – Hanji papa.
Papa – Chal aayo main tumhe apne office ke members se milwata hoon.
Ab hum hall ki taraf chal padte hai toh hume aata dekh kar sare apniv seat se uth jate hai aur wish karne lag jate hai.
Papa – Toh ye dekho ye haib Ritik Jaiswal aur unki wife. Ye hai Binod singh wife Neeta singh. Or ye hai mere friend aur mere partner Mr.Singhaniya aur unki wife aur unki beti Nisha singhaniya.
Main ab wha khade khade sabko namaste wish karta rehta hoon.
Ab jab papa in sab se milate hai to Nisha mujhe dekh kar ek dam se chonk jati hai.
‘oh singhaniya’ Acha toh ye hai beta aapka.
Mrs singhaniya – Acha betaa aap kon se college me ho.
Karan – Main ******* colllege me hoon aunty.
Mrs. Singhaniya – Acha toh wha par toh meri beti Nisha bbhi jati hai toh kya mile ho kabhi!
Karan – Maine nhi dekha kyoki main kal se hi jane lagab hoon.
Mrs. Singhaniya – Aare han itni jaldi bhi kha ek dusre ko janoge.
Abhi wo mujhse baat kar hi rhe hote hai ki tabhi papa mujhe aawaj de dete hai aur fir main waha se papa sath ho jata hoon aur wo mujhe andar le jate hai. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.
Andar le ja kar wo mujhe chair par bithate hai aur apni secretary Trisha sinha ko awaj dete hai. Papa ki ek awaj sunte hi wo aa jati hai.
Papa – Dekho trisha ab se tum mere bete ki secretary ho aur jo bhi kaam hai wo sab isse sikhana hai.
Karan – Are papa ye sab kya hai.
Papa – Ye cabin aur ye sab sirf tumhare liye hai.
Karan – Are papa aap toh jante ho na ki main abhi join nhi karna.
Papa – Han beta main ye bahot hi ache se janta hoon aur maine tumhe force nhi kiya hai. Islye jab tumhara man ho tabhi office join karna okay. Par abhi chalo utho kyoki abhi meeting hai aur tum bhi mere sath chalo.
Ab meeting hall me sab pahonch jate hai aur wha par meeting kuch is par (international level pad expand bada diye jaye toh)
Ab meeting shuru ho jati hai.
Papa – Nisha tumhe kuch kehna hai.
Nisha – Nhi uncle.
Papa – Karan tum.
Karan -All guise, wese toh maine is project par servey nhi kiya hai par han main apko itna btana chahta huon ki market me product ko elaborate karke hum money ko jama sakte hai isse fayda bhi hai par isse sirf aur sirf product ki demand hogi aur market me humara naam khrab ho jayega..
Kyoki maine thodi der pehle is par search kiya tha ki is product me kuch aisa milaya gya hai jo ki isko khatam kardega islye pehle ise khatam karna padega uske baad hum is par aage kam kar sakte hai.
Ab karan ki baat sun kar sab taliya bajate hai.
Karan – Toh sab koi hai koi question.
Papa – Nhi ab hum is par hi pehle survry karenge uske baad is par aage kam karenge. Trisha tum mail kardo.
Papa – Trisha tum kese jaogi.
Trisha – Auto par sir.
Papa – Thik hai toh aaj tum Karan sath chali jana.
Trisha – Okay sir.
Ab sab side wale ground me khana khane chale jate hai aur Karan aur Nisha bhi uth kar chalne lagte hai.
Nisha – Acha toh tum ho Karan thakur.
Karan – Han kyo kya hua.
Nisha – Nhi wese hi.
Karan – Okay.
Nisha – Tum ye btao ki tumne mummy ke aage jhooth kyo bola ki tum mujhe nhi jante ho.
Karan – Main kya jhooth bola hai isme.
Nisha – Acha.
Karan – Han main beshak pehle mila hoon par naam toh abhi pta chala hai.
Nisha – Okay. Par hum friend ban sakte hai.
Karan – Kyo
Nisha – Are humare papa ek dusre ke partner hai or best friend bhi aur unke baad unka business hume hi toh sambhalna hai.
Karan – Tum ye kya le kar beth gyi ho, khana khao aur ghar chalo kyoki raat ho gyi hai aur kal college bhi jana hai.aur mujhe abhi isme koi intrest bhi nhi hai.
Nisha – Thik hai.
Aur fir wo khana kha kar chal padte hai.
Ab Karan papa paas aajata hai.
Karan – Main ghar ja rha hoon aur aap btao ki aapne kab chalna hai.
Papa- Beta tum jao mujhe aaj time lag jayega.
Karan – Okay papa.
Papa – Acha han jate hue Trisha ko bhi sath lete jana aur use bhi chord dena.
Karan – Okay papa.
Ab Karan car parkings area se nikal kar leaata hai aur fir Trisha waha par beth jati hai.
Trisha – Sir aaj toh apne kamaal hi kardiya.
Karan – Thanks but mujhe sir mat bulao kyoki tum mere liye didi jesi ho.
Trisha – Okay nhi bulati par tum bhi mujhe didi mat bulao.
Karan – Kyo.
Trisha – Please.
Karan – Okay wese tum toh ho bahot smart. Andar office me sabki najar bas tum par hi tiki rehti hai.
Trisha – Nhi aisi koi baat nhi hai.
Karan – Toh fir tumhare toh kaafi boyfriend honge.
Trisha – Nhi mera koi boyfriend nhi hai par ab mujhe pasand aa gya jisko pehli najar dekhte hi payar ho gya tha.
Karan- Kon hai.
Trisha – Hai bas koi. Acha ap btao apki kitni girlfriend hai.
Karan – Meri koi girlfriend nhi hai.
Trisha – Acha ji.
Karan – Par tum toh btao ki akhir wo kon hai.
Trisha- Chalo aap jab itna keh rhe ho toh main aaj usse khud milwa hi deti hoon.
Karan – Acha toh wo raste me milega kya.
Trisha – Hanji sir aur please car rok do.
Ab dono car ke bahar aajate hai aur fir khade ho jate hai.
Karan – Kha par hai.
Trisha ab ghutno ke bal beth jati hai aur bolti hai ,- I love you karan. Will you marry with me.
Karan – Tum ye kyaa keh rhi ho please khadi ho jao.
Trisha – No. Please say yes or no.
Karan- No.
Trisha – Thanks. Par main apko apne baare me bta doon ki main un ladkiyo me se nhi hoon jo kuch kar bethegi.
Udhar dusri taraf un do logo ke man me bhi uthal puthal machal hua tha.
To be continued.. please like, share and comment on the story to give your feedback!